Astrology houses in Hindi - दोस्तों आज सबसे पहले ये समझते हैं ज्योतिष भाव हैं क्या? कुडंली के तीन प्रमुख तत्व या element हैं - पहला है भाव या घर या house - जैसे पहला भाव दूसरा भाव इस तरह बारहवें भाव तक बारह घर हैं| ये भाव या घर fix हैं जैसा की साइड में बने कुंडली में आप देखेंगे 1 नंबर, 2 नंबर.... से 12 नंबर तक ये बारह भाव हैं| चूंकि Zodiac या राशिचक्र को 360 डिग्री मानते हैं इसलिए इन बारह भावों को समान रूप से 30 डिग्रियों में बांटा गया … [Read more...]
Astrological houses – Jivan ka sampoorn maanchitra
Astrological houses - Jyotish ke baarah bhav poore maanav jivan ka pratichitran karte hain. Jyotish kundli ya janm kundli 12 samaan bhaagon me vibhajit hoti hai jinhe Jyotish bhav ya Astrological houses kahte hain. Har bhav 30 degree ka hota hai or is tarah ye poore praakritik jyotish chakra ka 360 degree banta hai. Jyotish ka har ye bhaav maanav jivan ke kisi na kisi area se juda hai. Jyotish ke ye bhaav ya Astrological houses jivan ke khaas … [Read more...]
Astrological Signs – Jyotish rashi ka jivan se sambandh
Astrological Signs - Samooche Zodiac ya rashichakra me baarah jyotish rashiyan hai. pratyek rashi ka failaav 30 degree hote huey zodiac ya rashi chakra ka poora span 360 degree banta hai. pratyek rashi jo 30 degree ki hai, unme bhi aage vibhajan hai jo sava do nakshatron se banta hai jinka 13 degree 20 minute prati nakshatra ka apna failaav hai.Jyotish mandal me aise 27 nakshatra hain. Ye sava do nakshatra antriksh me un jyotish rashiyon ka … [Read more...]